Khan paan
Namaskar doston!
Aj men apko gaon k khan paan k baare men batana chahta hun gaon ka khana bhut hi saada hota hai yh ghar par ugaai hui fhasal ka hi hota hai chahe bo chabal ho ya roti sab kuch khet me hi ugaya jata hai men aap ko batadu ki gaon me jyadatar kharon me nasta nahi banaya jata balki bahan saam ki banai hui rotion ko hi subh khaya jata hai jise bhan kaleukaha jata hai magar bahan ka khana bhut hi helthy ya poustik hata hai jisse beemariyan asani se nahin aapati
No comments:
Post a Comment