Jaroorat par barish nahona
Namaskar doston!
Han dosto ayedin ek samasya arahi hai jo ki kisano ke liye bhut buri baat hai ji han doston barish ka samay pe na hona jeehan abhi madhya pradesh ke hosangabaad jila me ensi samasya arahi ki abhi baarish ke mousam men paani nahin gir raha ensa teen saal se ho raha he jab kisano ko apni dhaan ki fhasal pakane ke liye baarish ki sakht jaroot hai tab paani nahi gir raha hai jisse kisan ki fasal par bhut bura asar ho raha hai kyonki fasal ko paani chaiye our paani uper se to gir hi nahin raha magar neeche ka paani me bhi kami arahi hai or yensi samsaya bhi hoti hai kabhi kabhi ki sab ravi fashal ka samay hita hai jab paani ki koi abasskata nahin hoti tabb bharpoor pani gir kar fhasal ko kharab kar sakta hai or ensa mp me pichle teen saal se ho raha hai is parishthiti se kisaan buri tarah joojh rahe hain
Pata nahin iensa kyon hi raha hai kya kissano ki mehnat bhagbaan ko dikhai nahin derahi ya ban katab ke karan ye ho raha hai bhagbaan hi jane
DOSTON AGAR APKO KUCH GAON KE BAARE MEN POOCHNA HO TO ABASYA POOCHEN
No comments:
Post a Comment