Sunday, 4 November 2018

Kisan ka lahu jakhm na de

              Kissan ka baccha

Namaskar doston !
Mera ye topik hamare kissan bhaiyon ke uppar hai agar aap khud kisan ho ya kissan ke bete ho to ise thoda time dekar jaroor padhen .

Ayiye ab me mudde ki baat par ata hun baat hai ki jo kissan apne bete ko padharaha hai uska beta sahi rastepar hai ya nahin ji dosto main bhi ek student hu or mujhe pata hamare jo kissan bhai apne beton ko padhane bhej rahe hen bo padhai se bhat k hue hain jkuch hain jo phadte hain or kuch hain jo school ja kar dosyon ki baat me lagkar padhai nahin karte or hamare bechare kisan bhai itne phadhe nahin ki unpar jyada dyan de sake meri aap se ek binti hai ki aggar aap khud ek kissan ho to aap apne bete par utna hi dhyan den jitna ki apni fasal pe dete hain kyonki ye hi unki fasal hai jo unhe bhudhape par araam de sakti yai barna aapne meri puraani kahani padhi hogi sayad.
Gan agar aap kissan ke bete ho to asp khud se kyall kijiye aap k papa ek min theek se nahi baithte or kissani ka kaam khatak jata hai or unki mehant ki dor aapke haaton me he ye school ki masti baatcheet ayiyaasi me kuch maja nahin jo sukh apni pehli tankha mammi papa ko dene men hai

Main ek chota sa balak hun jyada nahin samjha sakta magar jitna bhi agar aap ko samajh aya ho to kisi kissan ke baite ko disa dikhaiye 
Agar aap itna kar sakte ho to aap sache is dharti ke saput ho jo dharti ka seena phad matti se sona ugati gai



Dhanybaad

2 comments: