Chunav ka mahol
Namaskaar doston!
Aaj hum baat karenge jab chunaav najdeek ate hain to ganb ka mahoul kainsa rehta hai.to doston ganb ka mahoul seher(city) se bilkul alag rehata hai jab koi umidbaar sarpanch ke chunb ke liye khada hota hai to unme ek hod si lag jati chunav ke ek mahina pehle se gaon me paisa batne or vote kharidne ka kaam shuru ho jata hai kyonki ganb ke log jyada padhe likhe to hote nahin hain or nahin viksit hoten hai.
Gareev janta chunav ka matlabh hi ulta samjh ti bo samajh ti hai ki ye ab unko acchi muft ki kamai dega bo acche or bure men antar nahin samajh pate bo to itna samajhte hain ki konsa lot kisse bada hai
Kuch logon ko umidbaar duara sarab pila kar vote kharud li jaati hai to kisi ko dara dhamka ke or bo hi ummid baar chunav jeetta hai jisne jyada sarab or paisa banta ho
Ganb me to ensa hi hota hai chunav mujhe sahar ka nahin pata agar ye pasand aya ho or kush ganb ke baare me puch na ho to comment jaroor karen.
THANK-YOU
No comments:
Post a Comment