Friday, 17 August 2018

Dahej pratha ko badhaba

                            Dahej pradha ko badhava.                        



Namaskar doston!


Aaj me apko us kadbi chacchai se rubaroo karana chahta hun jiski aag me jhulas kar kai behno or betion ne apne pran gaba diye ji han ensi hi hai pradha is ka naam hai DAHEJ han dosto is pratha ko agar badhaba mil raha hai to bo sirf bharat ke ganbo se ji doston aaj hamare bharat ke gaon me bo sthiti hai jiska koi barnan nahi kiya jata. Jab kisi ladki ki sadhi hoti hai to ek ajeeb chinta uske pita ko satati hai ki najane konsi maang karenge ladke baale chahe koi kitna gareev pitah hi kyon na ho magar use apni ladki ko bida karne ke liye uske saath ek four wheeler jaroir deni hoti hai or kuch dhan ke pujari apne ladke ki shadi ko sadhi na maan kar ek souda mante hain

Kai baar shadi ke baad bhi kuch log apni mangen samne rakhte hain or agar ladkibaale use boora na karsaken to ladki ko kai atya charon ka samana karna padta hai or kai baar is lalach me ladki ki hatya bhi kardi jaati hai .

Jab bhi ye sichta hun to rooh kanp udhti hai 

Is ke birudh jo koi bhi ho bo comment men yes jaroor likhen

 

No comments:

Post a Comment